Aa Tujhe In Bahon Mein Bhar Ke Lyrics: The song is from the movie “Tum Mile”, sung by Javed Ali, Irshan Ashraf & Shadab. The Hindi song Aa Tujhe In Bahon Mein Bhar Ke lyrics is written by Sayeed Quadri and has music by Pritam. The original title of this song is “Tu Hi Haqeeqat”.
Aa Tujhe In Bahon Mein Bhar Ke Lyrics
Tu hi haqeeqat khwab tu
Dariya tu hi pyaas tu
Tu hi dil ki bekarari
Tu sukoon tu sukoon
Jaaun main ab jab jis jagah
Paaun main tujhko us jagah
Sath hoke na ho tu hai rubaru rubaru
Tu humsafar tu humkadam
Tu humnawa mera
Tu humsafar tu humkadam
Tu humnawa mera
Aa tujhe in baahon mein bhar ke
Aur bhi kar loon main kareeb
Tu juda ho to lage hai
Aata jaata har pal ajeeb
Is jahan mein hai aur na hoga
Mujhsa koyi bhi khushnaseeb
Toone mujhko dil diya hai
Main hoon tere sabse kareeb
Main hi to tere dil mein hoon
Main hi to saanson mein basun
Tere dil ki dhadkano mein
Main hi hoon main hi hoon
Tu humsafar tu humkadam
Tu humnawa mera
Tu humsafar tu humkadam
Tu humnawa mera
Kab bhala ab yeh waqt guzre
Kuchh pata chalta hi nahi
Jabse mujhko tu mila hai
Hosh kuchh bhi apna nahi
Uff yeh teri palkein ghani si
Chaanv inki hai dilnasheen
Ab kise dar dhoop ka hai
Kyunki hain yeh mujhpe bichhi
Tere bina na saans loon
Tere bina na main jiyun
Tere bina na ek pal bhi
Reh sakoon reh sakoon
Tu hi haqeeqat khwaab tu
Dariya tu hi pyaas tu
Tu hi dil ki bekarari
Tu sukoon tu sukoon
Humsafar tu humkadam
Tu humnawa mera
Tu humsafar tu humkadam
Tu humnawa mera
Tu humsafar tu humkadam
Tu humnawa mera
Tu humsafar tu humkadam
Tu humnawa mera
Aa Tujhe In Bahon Mein Bhar Ke Song Video
Aa Tujhe In Bahon Mein Bhar Ke Song Credits:
Hindi Song: Aa Tujhe In Bahon Mein Bhar Ke
Original Song Title: Tu Hi Haqeeqat
Singer: Javed Ali, Irshan Ashraf & Shadab
Music: Pritam
Lyrics: Sayeed Quadri
Director: Kunal Deshmukh
Movie: Tum Mile
Music Label: Sony Music Entertainment India Pvt. Ltd