Chaand Lyrics – Lakhwinder Wadali

Chaand Lyrics: The song is sung by Lakhwinder Wadali. The Hindi song Chaand lyrics is written by Devendra Kafir and has music by Vikram Nagi.


Chaand Lyrics

Chaand baitha hua hai mere saamne
Chaand baitha hua hai mere saamne
Mere ghar mein huyi chandni raat hai

Chaand baitha hua hai mere saamne
Mere ghar mein huyi chandni raat hai

Tera chehra, tera chehra
Tera chehra ibaadat hai ek pyar ki
Rab ke haathon likhi tu koyi baat hai

Chaand baitha hua hai mere saamne
Mere ghar mein huyi chandni raat hai

Tumko lagtaa hai tum ho sanwarte magar
Aaina hai sanwarta tumhein dekh kar
Tumko lagtaa hai tum ho sanwarte magar
Aaina hai sanwarta tumhein dekh kar

Chalte firte, chaalte firte
Chalte firte yun hi tum nahi mil gaye
Sau jaanam ki duaon ki saugaat hai

Chaand baitha hua hai mere saamne
Mere ghar mein huyi chaandni raat hai

Dekhta hoon main jab aasman ki taraf
Woh raqeebon ke jaise hai takta mujhe
Dekhta hoon main jab aasman ki taraf
Woh raqeebon ke jaise hai takta mujhe

Laakh baatein, laakh baatein
Laakh baatein ho achhi kanhaiya mein par
Radha rani mein bhi to koyi baat hai

Chaand baitha hua hai mere saamne
Mere ghar mein huyi chaandni raat hai
Chaand baitha hua hai mere saamne
Mere ghar mein huyi chaandni raat hai

Chaand Song Video


Chaand Song Credits:

Hindi Song: Chaand
Singer: Lakhwinder Wadali
Music: Vikram Nagi
Lyrics: Devendra Kafir