Duaa Mein Yaad Rakhhna Lyrics : sung by Aditya Narayan. The Hindi song “Duaa Mein Yaad Rakhhna” lyrics is written by Himesh Reshammiya and has music also given by Himesh Reshammiya.
Duaa Mein Yaad Rakhhna Song Info:
Hindi Song : Duaa Mein Yaad Rakhhna
Singer : Aditya Narayan
Music : Himesh Reshammiya
Lyrics : Himesh Reshammiya
Duaa Mein Yaad Rakhhna Lyrics
“Teri yaadon ke sahaare jee raaha hoon
Kiyoonki tu hi hai aashiqui
Tu hi hai bandegi
Kabhi socha hi nahi tha
Ki tere bina bhi jeeni padegee zindagi”
Tum the humare ab gair ho gaye
Sare jazbaat jubair ho gaye
Tum the humare ab gair ho gaye
Sare jazbaat jubair ho gaye
Lekin tum humein bhool na jana
Duaa mein yaad rakhhna
Duaa mein yaad rakhhna
Duaa mein yaad rakhhna
Duaa mein yaad rakhhna
Tum the humare ab gair ho gaye
Sare jazbaat jubair ho gaye
Tum the humare ab gair ho gaye
Sare jazbaat jubair ho gaye
Lekin tum humein bhool naa jana
Duaa mein yaad rakhhna
Duaa mein yaad rakhhna
Duaa mein yaad rakhhna
Duaa mein yaad rakhhna
Kya ho gayi meri khataa
Tu ho gayi yoon bewafaa
Mili mujhe aisi sajaa jaane kyoon
Dhoka mujhe tune diyaa
Phir bhi yaara tera nashaa
Dil se nahi utar raha jane kyoon
Maine to yeh socha tha
Tum na hoge bas humare
Kyaa pata tha iss tarhaa se
Baadal jayenge sitaare
Wo kasamein wo wadein
Wo saari baatein rakhh ho jayengi
Aapni mulakatein
Rakh ho jayengi aapni mulakatein
Tum the humare ab gair ho gaye
Sare jazbaat jubair ho gaye
Lekin tum humein bhool naa jana
Duaa mein yaad rakhhna
Duaa mein yaad rakhhna
Duaa mein yaad rakhhna
Duaa mein yaad rakhhna
Maine dil ki kalam se
Likh diya tha naam tera
Tujhse hi tha haar pal
Chaino aaram mera
Tujhse hi tham raaha tha
Meri dhadkano ka laava
Tujhse hi tha humesha
Meri aashiqui ka dava
Tujhse hi tha hamesha
Meri aashiqui ka dava
Tum the humare ab gair ho gaye
Sare jazbaat jubair ho gaye
Lekin tum hamein bhool naa jana
Duaa mein yaad rakhna
Duaa mein yaad rakhna
Duaa mein yaad rakhna
Duaa mein yaad rakhna
Duaa Mein Yaad Rakhhna Song Video