Kaisa Ye Dard Tera Lyrics : from the movie “Dilli Kaand“, sung by Harshit Saxena. The Hindi song “Kaisa Ye Dard Tera” lyrics is written by Nikhilesh Negi and music by Shashank Ranjan.
- Kaisa Ye Dard Tera Song Info/Credits :
- Hindi Song : Kaisa Ye Dard Tera
- Singer : Harshit Saxena
- Music : Shashank Ranjan
- Lyrics : Nikhilesh Negi
- Movie : Dilli Kaand
Kaisa Ye Dard Tera Lyrics
Aansu hain aankhon mein
Tu dard ki panah mein
Kya karoon kaun hain
Tere siva iss jahan mein he he..
Kaisa yeh dard tera
Ab bhi jakham hara
Karna fikar sath hoon
Janiyaa haan
Tujhse wazod mera
Tu hi hain meri dua
Jaana na yun iss kaadar
Meri jaaniyaa haan
Aansu hain aankhon mein
Tu dard ki panah mein he..he..
Yeh lamha mitt jaaye
Tarpaye naa mein tanha
Rehe jaun loot jaun naa
Khushiyan huyi dua
Tanhai gum mein haa
Kaise jiye tu bata haan
Kaisa yeh dard tera
Ab bhi hai jakham hara
Karna fikar sath hoon
Janiyaa haan
Tujhse wazod mera
Tu hi hain meri dua
Jaana na yun iss kaadar
Mere jaaniyaa haan
Gum sum bhi hei raani chhayi hain
Khoyi kahin haan parchhayi hain
Gum sum bhi hai raani chhayi hain
Khoyi kahin haan parchhayi hain
Ishq majhaab tu hi khudayi
Kaisi saaja haan tune payi
Kaisa yeh dard tera
Ab bhi jakham hara
Karna fikar saath hoon
Janiyaa haan
Tujhse wazod mera
Tu hi hain meri dua
Jaana na yun iss kaadar
Mere jaaniyaa haan
Aansu hain aankhon mein
Tu dard ki panah mein
Kaisa Ye Dard Tera Song Video