Khumariyaan Lyrics : sung by Raj Barman & Samira Koppikar. The Hindi song “Khumariyaan” lyrics is written by Shaheen Iqbal and has composed by Samira Koppikar. The music video of the “Khumariyaan” song is directed by Vishal Pandya and it Starring Paras Kalnawat & Onima Kashyap.
Khumariyaan Song Info:
Hindi Song : Khumariyaan
Singer : Raj Barman & Samira Koppikar
Composer : Samira Koppikar
Lyrics : Shaheen Iqbal
Director : Vishal Pandya
Cast : Paras Kalnawat & Onima Kashyap
Khumariyaan Lyrics
Shairana hai aaj mausam
Pehli dafa
Lag rahe hai lamhe resham
Pehli dafa
Shairana hai aaj mausam
Pehli dafa
Lag rahe hai lamhe resham
Pehli dafa
Ho rahi hai halki halki jo chubhan
Iss mein rahat ab na paye kaise koyi
Khumariyaan khumariyaan teri
Dhul rahi hai jehen mein
Khumariyaan
Khumariyaan khumariyaan teri
Dhul rahi hai jehen mein
Khumariyaan
Gine chune pal jo bune
Wo dooriyon ke daye re mein
Kho na jaye
Dhuwa dhuwa najhdikiyan
Inhe chupa lo ek hi goom ho na jaye
Teri khwahishon ki bundo se saji
Meri dhadkano ki wadiyaan
Khumariyaan khumariyaan teri
Dhul rahi hai jehen mein
Khumariyaan
Khumariyaan khumariyaan teri
Dhul rahi hai jehen mein
Khumariyaan
Khumariyaan Song Video