Mere Humdum Lyrics : sung by Akshar & Jyotica Tangri. The Hindi song “Mere Humdum” lyrics is written by Sanjeev Chaturvedi and has music by Sanjeev – Ajay.
Mere Humdum Song Info:
Hindi Song : Mere Humdum
Singer : Akshar & Jyotica Tangri
Music : Sanjeev – Ajay
Lyrics : Sanjeev Chaturvedi
Cast : Adnan Shaikh & Anjali Arora
Mere Humdum Lyrics
Haathon mein mere jis pal
Tera haath hota hain
Mujhe mere muqaddar pe
Bada hi naaz hota hain
Haathon mein mere jis pal
Tera haath hota hain
Mujhe mere muqaddar pe
Bada hi naaz hota hain
Jannat sa laage lamha
Tu joh saath hota hain
Mujhe mere muqaddar pe
Bada hi naaz hota hain
Mere humdum, mere humdum
Mere humdum, mere humdum
Meri pehli tammanna tu
Tuhi aakhiri khawahish hain
Tujhe milke laga hain yoon
Huyi ishq ki baarish hain
Ankhon mein mere jis pal
Tera khawaab hota hain
Mujhe mere muqaddar pe
Bada hi naaz hota hain
Mere humdum, mere humdum,
Mere humdum, mere humdum,
Tujhe saup ke dil apna
Maine oadh lee befikri
Sareaam karoo elaan yehi
Tuhi yaar mera jigri
Tu rang meri rooh ka
Yeh ehsaas hota hain
Mujhe mere muqaddar pe
Bada he naaz hota hain
Jannat da laage lamha
Tu joh saath hota hain
Mujhe mere muqadar pe
Bada hi naaz hota hain
Mere humdum, mere humdum
Mere humdum, mere humdum
Mere Humdum Song Video