Tere Saath Hoon Main Lyrics – Raksha Bandhan

Tere Saath Hoon Main Lyrics: The song is from the comedy drama film “Raksha Bandhan”, sung by Nihal Tauro. The Hindi song Tere Saath Hoon Main lyrics is written by Irshad Kamil and has music by Himesh Reshammiya.


Tere Saath Hoon Main Lyrics

Mehendi lagi thi dulhaan saji thi
Mehendi lage gi dulhaan saje gi
Aansoon chupa ke tera bhai hasega
Doli ko kandha dega aur ye kahega

Tere saath hoon main
Tere saath hoon main
Tere saath hoon main
Tere saath hoon main

Wo bhole bhale se khilone bulaye
Aa guriya ki phir saadi rachaaye
Bachpan ki batein yadon mein aayein
Befikariyon ke mausam batayein

Mehendi lagi thi dulhaan saji thi
Mehendi lage gi dulhaan saje gi
Aansoon chupa ke tera bhai hasega
Doli ko kandha dega aur ye kahega

Tere saath hoon main
Tere saath hoon main
Tere saath hoon main
Tere saath hoon main

Tere Saath Hoon Main Song Video


Tere Saath Hoon Main Song Credits:

Hindi Song: Tere Saath Hoon Main
Singer: Nihal Tauro
Music: Himesh Reshammiya
Lyrics: Irshad Kamil
Movie: Raksha Bandhan
Director: Aanand L. Rai
Cast: Akshay Kumar, Bhumi Pednekar