Tu Saamne Aaye Lyrics – Jubin Nautiyal, Yohani

Tu Saamne Aaye Lyrics: The song is sung by Jubin Nautiyal and Yohani. The Hindi song Tu Saamne Aaye lyrics is written by Rocky Khanna and has music by Rocky – Jubin. The music video of the Tu Saamne Aaye song is directed by Navjit Buttar and it Starring Jubin Nautiyal, Yohani, Sakshi Joshi and Mateen Vakil.

Tu Saamne Aaye Song Credits:

Hindi Song: Tu Saamne Aaye
Singer: Jubin Nautiyal, Yohani
Music: Rocky – Jubin
Lyrics: Rocky Khanna
Director: Navjit Buttar
Cast: Jubin Nautiyal, Yohani, Sakshi Joshi, Mateen Vakil

 

Tu Saamne Aaye Lyrics

Jo mil ke bichhadte
Bichhad ke woh milte kyun
Saansein tham jayein
Jo tu saamne aaye

Main dekhun jidhar bhi
Dekhun main tujhi ko kyun
Khushbu si kyun aaye
Jo tu saamne aaye

Kyun tu mujhmein kyun
Hai basta yoon tu bata de
Aur kyun teri rooh
Hai rubaru mujhse tu bata de

Milkar ban jaate kyun
Jo noor churaye
Jo tu saamne aaye

Tu saamne aaye
Tu saamne aaye

Jo tu saamne aati hai
Bas jaati kyun meri nazron mein
Thoda tadpaati hai
Aur thoda satati raaton mein

Jo tu saamne aati hai
Behlaati behlaati paon se
Jo tu saamne aati hai

Ruk jaati hai saansein
Kyun tu mujhmein kyun
Hai basta yoon tu bata de
Aur kyun meri rooh
Hai rubaru tujhse tu bata de

Muskaan yeh teri
Aatish ban jaaye kyun
Aur aake bataye
Jo tu saamne aaye

Tu saamne aaye
Tu saamne aaye

Jo mil ke bichhadte
Bichhad ke woh milte kyun
Saansein tham jayein
Jo tu saamne aaye

Main dekhun jidhar bhi
Dekhun main tujhi ko kyun
Khushbu si kyun aaye
Jo tu saamne aaye

Kyun tu mujhmein kyun
Hai basta yoon tu bata de
Aur kyun teri rooh
Hai rubaru mujhse tu bata de

Kisko samjaaye kyun
Dil dil ban jaaye
Jo tu saamne aaye

Tu saamne aaye
Tu saamne aaye

Tu Saamne Aaye Song Video